Dil
mein dastak de rahi hai woh
Na
jaane kyon
Apna
sa lag rahi woh
Kya
bayaan karun
Hale
dil hai jo
Bas ek
tasvir ki chahat liye
Deedar
ko taras raha hai woh
Chand lamhe
bhi sadiyaan lage
Tere aane
ki aarzoo mein
Aur ek
tu hai
Ki
tujhe meri
Is
tadap ki khabar tak nahi
- by Vikas Sharan
No comments:
Post a Comment