Durust aayi ho meri jaan
Apni tafri se
Ek khayal hum par bhi ho
Aapki taaqid se
Barso bitaye mauko ki
Yun pal mein zaaya na kar
Tu chali ja agar jaana hi ho
Par yun khayalon mein fir aaya na kar
- By Vikas Sharan