Waqt ki ret
Haath se nikalti ja rahi hai
Mann ki chah na jaane kyun
Simat ti ja rahi hai
Adhurepan ke bhawar mein
Fasse iss jeevan ko
Kaise bachaun main
Apno ki ichayein
Kaise nibhaun main
Tinke ki tarah
Bikharte iss jeevan ko
Kaise sanjoun main
Yeh baadalon mein uthta toofan
Aakhiri ummed bhi liye ja rahi hai
Iss jeevan ka moal
Aakhir kaise chukaun main
- By Vikas Sharan
Haath se nikalti ja rahi hai
Mann ki chah na jaane kyun
Simat ti ja rahi hai
Adhurepan ke bhawar mein
Fasse iss jeevan ko
Kaise bachaun main
Apno ki ichayein
Kaise nibhaun main
Tinke ki tarah
Bikharte iss jeevan ko
Kaise sanjoun main
Yeh baadalon mein uthta toofan
Aakhiri ummed bhi liye ja rahi hai
Iss jeevan ka moal
Aakhir kaise chukaun main
- By Vikas Sharan
No comments:
Post a Comment